Her person si mistake ho he Jati hai but nakaami kia hai?
Phir wo person sari zindagi us nakami par pash-tawe si zaya karna Start kar deta hai. But Dunya ka 1 beatuiful phalsfa hai k nakaam wo nai hota jo mistake karta hai.
Bul k nakaam to wo hota hai jo us nakaami k bad sara time us ko sochte hoe zaya kar deta hai.
Tu phir karna kia chahy sawal yi hai??
Dunya kheti hai k jab be apko nakami ka samna ho tu himat na hare bul k aap always yi khete hoe aage badh jy k
‘” Next Time nai hoga aysa ”
Bus 2 word NEXT TIME……!!
Mistake kis(Person) si nai hoti & kis Mulk( COUNTRY) si nai hoti. Life mien kabhi bi Har na mano Q k ane wala kal kisi ni nai dekha. Her Din 1 nai subha, 1 nai Umang aur naye jazboo k sath ata hai. Sirf logo ki Soch mien farq hota hai her person Matter ko apne Soch si solve karta hai. Means jitni soch hogi wesa he wo solve kare ga.
Q
K
Kisi ni Insaan ko alaa- Zurf jana, Kisi ni Kam- Zurfjana hai
But Reality to yi hai jis ka jitna Zurf tha Us ni Utna he jana.
Posted By Muhammad Basharat
No comments:
Post a Comment